Compiling Stages in C programming | How "Compilation" work
There are four process for compiling
1- Preprocessing
2- Compilation
3- Assambly
4- Linking
(5- Loading)
1) Preprocessing :-
- esme hamare comments ko remove kiya jata hai.
- Micros ko expand kiya jata hai.
- jitne bhi #include vale unke content ko utha kr ek file me save kr diya jata hai .
- ye .i file hoti hai
- .i file me preprocess output hota hai.
Comments:- Aise code jo excute n ho vo comment kahlate hai
agr kisi line ke starting me '/' laga de to vo line excute nhi hoti hai
2) Compilation:-
- assambly level instructiion me convert kiya jata hai
- yah .i file ko .s file me save krta hai
3) Assambly :-
- .s file ko machine level instruction me convert kiya jata hai.
- yah .o file hoti hai aur ye machine level instruction hai
4)Linking :-
- Linker sari .o file ko combine kr ke ek excutive bana deta hai
- linker 2 trh ke hote hai : i)Static linking ii)Dynamic linking
(5) Loading) :- Linking ke bad RAM me load hota hai phir vaha se Run krta hai
Loading or Loader
Comments
Post a Comment